Ajkal To

Ajkal to meri ye duniya
Kuch badle andaj mey hai
Ajkal to meri ye khushiyan
Kuch badhti si chal mey hai

Jab se tu ayi hai
Boonde barsayi hai
Tune mujhpe kuch aisa asar kia

Jaise koi laya ho do
Pal ki khushiyon ke kuch raste
Or dono upar chale
Hatho mey hatho ko thamkar

Chalte chalte ye kadam tujhpe ruke
Duniya meri tujhme hi ja base

Tune mujhpe kuch aisa asar kia
Jaise zindagi ko ho mila
Koi naya sa ek humsafar
Jisko ho khud se bhi zyada
Meri duniya ki sari khabar

Mere dil ki,gehraiyo ke tale
Tere chehre ke noor to hai khile

Tune mujhpe kuch aisa asar kia
Jaise sari behti hawaon
Mey mera raaz hota chale
Bas unko ho kehne ki deri
Wo mujhe teri or leke chale

Ajkal to meri ye duniya
Kuch badle andaj mey hai
Ajkal to meri ye khushiyan
Kuch badhti si chal mey hai